logo

Khwab main yashm ya yashb یشم یا یشب(سنگ یشم) dykhny ki tabeer

ek qeemti pathar ka naam hai jo ke sabzi mael hota hai. is ko sang-e-yashb kehte hain. ibn-e-sireen (rahmatullah alaih) kehte hain ke sang-e-yashb ka khwab mein dekhna daleel kisi aurat be asal par hota hai aur agar koi dekhe ke is ke paas koi angushtri ya angoothi sang-e-yashb ki thi ya kisi ne is ko di ya is ne kahin se khareedi to daleel hai ke woh koi aurat be asal zaujayat mein layega aur agar woh aurat rakhta hai to is ke haan koi larki paida hogi aur agar dekhe ke is ke paas kuch sang-e-yashb tha to daleel hai ke woh aurton ki taraf se kuch khair aur manfa'at paega.

(ایک قیمتی پتھر کا نام ہے جو کہ سبزی مائل ہوتا ہے۔ اس کو سنگ یشم کہتے ہیں)۔ ابن سیرین رحمتہ اللہ علیہ کہتے ہیں کہ سنگ یشب کا خواب میں دیکھنا دلیل کسی عورت بے اصل پر ہوتا ہے اور اگر کوئی دیکھے کہ اس کے پاس کوئی انگشتری یا انگوٹھی سنگ یشب کی تھی یا کسی نے اس کو دی یا اس نے کہیں سے خریدی تو دلیل ہے کہ وہ کوئی عورت بے اصل زوجیت میں لائے گا اور اگر وہ عورت رکھتا ہے تو اس کے ہاں کوئی لڑکی پیدا ہوگی اور اگر دیکھے کہ اس کے پاس کچھ سنگ یشب تھا تو دلیل ہے کہ وہ عورتوں کی طرف سے کچھ خیر اور منفعت پائے گا۔