logo

Khwab main maher طابع (مہر) dykhny ki tabeer

hazrat ibn sirin (rahmatullah alaih) ne farmaya hai ke agar dekhe ke is ko mohar di gayi hai taake apne khazane par mohar lagaye to daleel hai ke izzat aur martaba aur buzurgi payega. kyun ke taweel mohar ki angushtari se behtar aur qawi hoti hai. hazrat ibrahim kermani (rahmatullah alaih) ne farmaya hai agar dekhe ke badshah ya ameer ne is ko mohar di hai ke khazane par lagaye to daleel hai ke apna maal is ke supurd karega aur agar sahib e khwab is qabil nahi hai to daleel hai ke apne qadr ke mutabiq izzat aur martaba payega. hazrat jafar sadiq (rahmatullah alaih) ne farmaya hai ke khwab mei mohar teen wajah par hai: (1) buzurgi aur martaba (2) khazana (3) maal jama karna.

حضرت ابن سیرین رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر دیکھے کہ اس کو مہر دی گئی ہے تاکہ اپنے خزانے پر مہر لگائے تو دلیل ہے کہ عزت اور مرتبہ اور بزرگی پائے گا۔ کیونکہ تاویل مہر کی انگشتری سے بہتر اور قوی ہوتی ہے۔ حضرت ابراہیم کرمانی رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے اگر دیکھے کہ بادشاہ یا امیر نے اس کو مہر دی ہے کہ خزانے پر لگائے تو دلیل ہے کہ اپنا مال اس کے سپرد کرے گا اور اگر صاحب خواب اس قابل نہیں ہے تو دلیل ہے کہ اپنے قدر کے مطابق عزت اور مرتبہ پائے گا۔ حضرت جعفر صادق رحمتہ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں مہر تین وجہ پر ہے: (۱) بزرگی اور مرتبہ (۲) خزانہ (۳) مال جمع کرنا۔